Baat nahi karne ki shayari 

Namaskar doston, aap sabhi ka swagat hai. Aaj hum aap sabhi ke liye lekar aaye hain ek emotional aur relatable post — Baat Nahi Karne Ki Shayari in Hindi & English. Agar aap bhi kisi ki khamoshi, ignore hone ki feeling, ya baat na karne ke dard ko mehsoos kar rahe hain, to ye post aapke liye hi hai. Hume ummid hai ki aapko ye baat nahi karne wali shayari collection zarur pasand aayega।

Ye shayari un lamhon ki baat karti hai jab insaan akela hota hai, jab dil me bahut kuch hota hai kehne ke liye, lekin koi sunne wala nahi hota। Kabhi-kabhi hum baat karna chahte hain, apni feelings share karna chahte hain, lekin ya to koi samajhne wala nahi hota, ya phir koi baat hi nahi karta। Isi dard ko log aksar baat nahi karne ki shayari, ignore shayari, aur sad emotional shayari ke through express karte hain।

Rishton me kabhi aisi khamoshiyan aa jaati hain jo shabdon se bhi zyada dard deti hain। Jab koi apna hi baat karna band kar deta hai, to har pal ek saza jaisa lagta hai। Is post me aapko 2 line baat nahi karne wali shayari, sad shayari in hindi, aur emotional shayari in english ka collection milega, jo aapke dil ke ehsaas ko asaani se bayan karega।

Agar aap apni feelings ko directly nahi keh pa rahe, to ye baat nahi karne ki shayari in hindi & english aapki madad karegi। Aap in shayari ko WhatsApp status, Instagram story, ya social media par share karke apne dil ki baat express kar sakte hain।

Baat nahi karne ki shayari 

Kuchh pata nahin kyon vah baat nahin karte khwabon mein bhi Aakar mulakat nahin karte…!!

N jaane kis baat per naraj Hai vah humse khwabon mein bhi milta Hai fir bhi baat nahin karta..!!

Use pata Hai uske Bina EK pal bhi nahin rah sakta main fir bhi unhen achcha lagta hai use root Kar chale Jana..!!

Ashok ko Hansi mein chhupa lete hain Kisi Se ab baat nahin karte bus khud Ko rula lete Hain…!!

Yah Raj vahi jaane Jo Dil mein uske band hai vah baat nahin karti n jaane usko Kaun pasand hai…!!

Mera Dil uske Bina EK pal bhi nahin lagta Magar vah Na jaane kyon mujhse baat nahin karta..!!

baat nahi karne ki shayari in english

Mujhe hichakiyan kahati hai ki tum yad karte ho per baat nahin karoge To ehsas kaise karunga…!!

Jo Na jaane khubsurat jindagi ko kiski najar lag Gai jarur baat karte hain the mujhse Aaj vah yad bhi nahin karte…!!

Baat To Aaj bhi Karti Hai Bus fark itna hai ki cal humse karti thi aaj Kisi aur se karti hai..!!

Jis din Teri Meri baat nahin Hoti Mera din nahin gujarta aur meri Raat nahin Hoti…!!

Pakke rishte to Bachpan mein bante the ab To log baat bhi Apne matlab Se karte Hain..!!

Kai raaton ke bad Aaj ki Raat I Hai Mere mahbub Ne mujhse baat na karne ki kasam Khai hai…!!

Dil tuta hai ab jindagi mein Raha nahin Kitna bhi raho muskurane ka koi vajah nahin…!!

Baat to nahin karti to Tut jata Hun Main kismat apni se बार-बार Ruth jata Hun Main…!!

Teri bewafai Ne chhua Dil ka Dard main rota hun ab muskurata nahin..!!

Majbur nahin karenge tumhen baat karne ke liye shayari

Majbur nahin karenge tumhen baat karne ke liye hoti Chahat to tumhara bhi Dil Karta baat karne ka…!!

Ek baat mujhe ab sabse kahani Hai is jindagi ko aap apne Andaaz mein mujhe jini hai…!!

Are kaisi Meri majburi Hai call bhi nahin kar sakta usko Dil mein Dard bahut hai lekin RO bhi nahin Sakta..!!

Tadap rahe hain ham tumse ek Alfaaz ke liye Tod du Khamoshiyan mein Jinda rakhne ke liye….!!

Unki ichcha hai vah baat nahin karte hamara pagalpan Hai unke intezar nahin karte…!!

Baat nahin karna sirf ek bahana tha unka asali Manjil To hamen rulana tha unka..!!

Naraz shayari in english

Jaan Lene per tule Hain donon Meri Dil har nahin manta aur vah baat nahin karte…!!

Koi bahana banate Ho humse baat na karne ka Sach to yah hai ki tumhara Ji Bhar Gaya Hai..!!

Ham chup Hain To yah mat bhul Jana Tum ab bus Dil Ko aadat ho gai hai रोज-रोज ye sahre jaate.!!

Kai raaton ke bad Aaj ki Raat I hai Mere Sanam ne baat naa karne ki kasam Khai hai..!!

Tadap Raha Hun tumse sirf baat karne ke liye Tod do na yah khamoshi hai…!!!

Khud ka bhi HAL dekhne ki fursat nahin mujhe aur vah aur use baat karne ka ilzaam Laga rahi hai mujh per…!!

baat karne ki fursat nahi shayari

Fursat mein yad karna ho to mat karna main Akela jarur hun per faltu nahin ..!!

Baat nahin karenge Ham nahin kaha tha itna To samajhte Ho humne gusse mein kaha tha…!!!

Mana tum mere nahin per mulakat kar lo photo se na Sahi aankhon se baat kar lo…!!

Itna mushkil Hai manana Ho shakhs ko jo rutha bhi Na Ho aur humse baat bhi na Karen..!!

Aisa nahin hai ki din nahin jalta ya Raat nahin Hoti hogi adhura Sa lagta Hai Raat Ko jab aapse baat nahin Hoti hogi…!!

Na jaane yah Kaisa Tarika Hai tumhare pyar karne ka tumhara man nahin karta kya humse baat karne ka…!!

Chhod to du, Main bhi To, Tum aur Main ek Hi To Hai…!!!

Agar tune kaha ki nahin karni baat humne man Li lekin agar humne kaha hamen karni baat tumne kyon nahin Mani..!!

Doston ummid hai ki aapko hamari ye Baat Nahi Karne Ki Shayari in Hindi post pasand aayi hogi। Agar in baat nahi karne wali shayari, ignore shayari, aur emotional sad shayari ne aapki feelings ko express kiya ho, to samajh lijiye ki ye post apna purpose poora kar chuki hai।

Agar aapko ye shayari collection achha laga ho, to ise apne doston aur social media platforms par zarur share karein। Shayad ye shayari un logon tak pahunch jaaye jo aapse baat nahi kar rahe, aur un tak aapki feelings pahunch sake।

Agar aap aur bhi hindi shayari, sad shayari, love shayari, aur emotional quotes padhna chahte hain, to hamari website ke home page par zarur visit karein। Waha aapko aur bhi behtareen aur relatable shayari collection milenge।

Leave a Comment