Toxic Relationship Shayari In Hindi | समझें रिश्तों की सच्चाई और भावनाएं

Aaj kal relationships banana aasaan ho gaya hai, lekin unhe nibhana utna hi mushkil. Bahut baar aisa hota hai ki hum kisi se pyar to karte hain, lekin dheere-dheere wahi rishta stress, confusion aur pain ka reason ban jaata hai , aur isi ko kehte hain toxic relationship shayari (ज़हरीला रिश्ता)

Sabse badi problem ye hai ki log aksar samajh hi nahi paate ki wo ek toxic relationship mein hain. Unhe lagta hai sab normal hai, lekin andar hi andar wo hurt ho rahe hote hain, ignore ho rahe hote hain, ya unki feelings ki value nahi hoti।

Is post mein aapko sirf shayari nahi milegi, balki un emotions (भावनाएं) aur situations ko samajhne ka mauka milega jo ek relationship ko toxic banati hain. Saath hi, yahan di gayi shayari aapki un feelings ko express karne mein madad karegi, jo aap shayad directly keh nahi paate।

Agar aap bhi kabhi apne relationship mein confusion, dard ya misunderstanding feel kar chuke ho, to ye post aapke liye hi hai

Toxic Relationship क्या होता है?

Toxic relationship वो होता है जहाँ pyar कम और stress, confusion aur hurt ज़्यादा होता है। ऐसा रिश्ता धीरे-धीरे इंसान को mentally aur emotionally weak कर देता है।

Relationship कभी भी one-sided effort पर नहीं चल सकता। जब सिर्फ एक इंसान hi try karta rahe — call kare, samjhe, adjust kare — aur dusri side se effort na ke barabar ho, तो वो रिश्ता नहीं बल्कि एक तरफा struggle बन जाता है। ऐसे में प्यार (love) नहीं, बल्कि आदत (habit), मजबूरी (compulsion) या सिर्फ फायदा (self-interest) रह जाता है।

एक healthy relationship वही होता है जहाँ दोनों लोग equally invest करें — time, respect aur feelings। जहाँ “main hi sab kuch kar raha hoon” वाला feeling ना आए, बल्कि “हम साथ हैं” वाला connection महसूस हो।

जहाँ बार-बार insult हो, ignore किया जाए, बातों को समझने के बजाय blame किया जाए , वहाँ धीरे-धीरे toxicity बढ़ने लगती है।

Read More : Long distance relationship Shayari in English 2 line

Relationship में Toxicity क्यों आती है?

1. Ego (अहंकार)

Aksar लोग अपने ego की वजह से रिश्ते खराब कर देते हैं।
हम words (शब्द) को पकड़ लेते हैं, लेकिन feelings (भावनाएं) को समझना भूल जाते हैं।

2. Communication Gap (बातचीत की कमी)

Baat को समझने के बजाय लोग react करने लगते हैं।
छोटी-सी बात भी बड़ा issue बन जाती है।

3. सुनने की कमी (Listening Problem)

Agar आप अपने partner को ध्यान से सुनो, तो 80% problems वहीं solve हो जाती हैं।
लेकिन लोग पहले reply देते हैं, बाद में समझते हैं।

Relationship को Strong कैसे बनाएं?

  • Apne partner की बात ध्यान से सुनो (listen carefully)
  • पहले समझो, फिर react करो
  • अपनी बात politely (अच्छे तरीके से) रखो
  • Cross-question करने से बचो
  • Ego को control में रखो

👉 Example:
Agar partner बोले – “tumne mujhe call nahi kiya”

❌ Wrong reply:
“tumne bhi nahi kiya”

✅ Right reply:
“main try karunga call karne ka, tum bhi dhyan rakhna”

यही छोटी-छोटी बातें (small efforts) relationship को strong बनाती हैं।

Toxic Relationship Shayari

1.
मैं तुमको चाहता हूँ,
par chahta hoon tum waisi ban jao jaise pehle thi।

2.
तुम्हारी बातें chubhti हैं मुझे अक्सर,
par main khamosh hoon… शायद कभी तुम्हें समझ आए।

3.
रिश्ता दोनों का है, ladai bhi dono ki,
teesra aayega to rishta tootega hi।

4.
अक्सर pyar करने वाले nafrat में खत्म हो जाते हैं,
तो सोचो वो pyar था भी या नहीं।

5.
रिश्ते में jhooth,
90% foundation हिला देता है।

6.
Jeetna है तो भरोसा (trust) जीतो,
इन toxic fights से क्या मिलेगा?

7.
Pyar रोज देना पड़ता है,
varna plant की तरह सूख जाता है।

8.
मैं complain नहीं कर रहा,
बस मेरा भी दिल है, मेरी भी feelings हैं।

9.
Tum samjhoge तो इतना बुरा नहीं हूँ मैं,
main pyar karta hoon… blame नहीं।

10.
Chhodna आसान है,
par nibhana ही real love होता है।

11.
रिश्ते टूटते नहीं,
लोग tod dete हैं।

12.
अगर तुम भी बदल जाओगे,
to difference क्या रहेगा तुममें और gairon में?

13.
मेरे हिस्से में shikayatein आईं,
tumhare हिस्से में सिर्फ मेरा pyar।

14.
Chah kar bhi दूर नहीं जा पाता,
kyunki दिल अभी भी तुम्हारा है।

15.
Long distance से relationship नहीं टूटता,
soch छोटी हो जाए तो टूट जाता है।

16.
रिश्ते धागों जैसे होते हैं,
ulajh जाएं तो टूट जाते हैं।

17.
सुना है अब मैं अच्छा नहीं लगता तुम्हें,
ye baat भी मुझे dusron से पता चली।

Conclusion (निष्कर्ष)

Aaj ke time mein relationships bahut fast bante bhi hain aur utni hi jaldi toot bhi jaate hain. Iska main reason hota hai misunderstanding (गलतफहमी), ego (अहंकार) aur proper communication ki kami. Jab hum apne partner ko samajhne ke bajaye sirf apni baat prove karne lagte hain, tab relationship dheere-dheere toxic banne lagta hai.

Sach to ye hai ki koi bhi rishta perfect nahi hota, lekin usse perfect banaya ja sakta hai—sirf thodi si understanding, patience (धैर्य) aur respect se. Agar aap apne partner ki baat dhyan se sunte ho, unki feelings ko importance dete ho aur apni baat ko softly rakhte ho, to bade se bada conflict bhi easily solve ho sakta hai.

Relationship ek plant ki tarah hota hai—use roz care, time aur pyar dena padta hai. Agar aap ise ignore karoge, to wo dheere-dheere khatam ho jayega. Isliye zaroori hai ki aap sirf jeetne ke liye nahi, balki relationship ko bachane ke liye baat karein.

Agar aapko lagta hai ki aapka relationship toxic ho raha hai, to sabse pehle khud ko change karne ki koshish karein. Kyunki jab ek insaan effort karta hai, to dusra bhi dheere-dheere change hone lagta hai. Aur agar fir bhi cheezein theek nahi hoti, to apni self-respect (आत्मसम्मान) ko kabhi compromise na karein.

Aakhir mein bas itna yaad rakho —
Pyar sirf feel karne ki cheez nahi, balki nibhaane ki responsibility bhi hai.

Leave a Comment